Home
Search
Masail
Sawal Kare
islami name
Shariya calculations
Short Book & pdf
About Us
Contact Us
21 November 2024
Thursday
17 Jamadi-Ul-Awwal 1446
Sawal No : 201
Bab : QURBANI
Fasl : QURBANI KE BARE ME
Topic : Na-balig Aur Pagal Ki Taraf Se Qurbani
Sawal : Kya Na-balig Aur Pagal Ki Taraf Se Qurbani Karna Zaruri Hai ?
Jawab : Na-balig Baccha Aur Pagal Par Qurbani Wajib Nahi Hai, ( Chahe Vo Maaldar Hi Kyo Na Ho )
▪️ Isi Tarah Un Ke Awliya ( Yani Un Ke Bade ) Par Bhi Un Ki Taraf Se Qurbani Karna Lazim Nahi.
▪️ Lekin Agar Kar De, To Behtar Hai.
( Khulasa Az Kitabul Masail - 2/307 )
Fakt - Allah ta'ala sabse zyada janne wale hai.
Upload Date : 15-05-2024
download in PDF
related question
Zabah Me Help Karne Wale Ka Bismilla Padhna
Sawal : Jo Shakhs Zabah Me Help Kare, Kya Us Ka Bismilla Padhna Zaruri Hai ?
view more..
Qurbani Karte Vakt Bismillah Padhna Bhul Jana
Sawal : Qurbani Karte Vakt Bismillah Padhna Bhul Jaye To Kya Hukm Hai ?
view more..
Qurbani Karte Vakt Janwar Ka Aebdar Ho Jana
Sawal : Age Qurbani Ki Koshish Karte Vakt Janwar Me Koi Aeb Aagaya, To Kya Hukm Hai ?
view more..
Zuban Kate Huve Janwar Ki Qurbani
Sawal : Zuban Kate Huve Janwar Ki Qurbani Karna Kesa Hai ?
view more..
Langde Janwar Ki Qurbani
Sawal : Langde Janwar Ki Qurbani Karna Kesa Hai ?
view more..
View all sawal
Total visited
7
0
6
6
3
times