Home
Search
Masail
Sawal Kare
islami name
Shariya calculations
Short Book & pdf
About Us
Contact Us
21 November 2024
Thursday
17 Jamadi-Ul-Awwal 1446
Sawal No : 155
Bab : ROZAH
Fasl : ROZAH KE BARE ME
Topic : Roze Ka Fidya
Sawal : Mere Roze Reh Gaye, Kiya Mujhe Roze Ka Fidya Dena Hai Ya Sirf Qaza Rakhna Hai. Aur Roze Ka Fidya Kitna Hai?
Jawab : Jo Shaksh Itna Budha Ho Gaya Ho Ya Aisa Bimar Ho Gaya Ho Ke Roze Ki Taqat Na Rakhta Ho, Aaindah Aisa Andaz Bhi Ho Ke Roza Rakh Nahi Sakega, Aisa Shaksh Roze Ka Fidya Dewe Ya Fidya Dene Ki Wasiyyat Kare.
aur Agar Aise Shaksh Mai Maut Se Pehle Roza Rakhne Ki Taqat Aa Jaye To Qaza Roza Rakhna Zaruri Hoga.(fatawa Rahimiyya: 5/271)
lihaza Agar Aap Qaza Roza Rakhne Ki Taqat Rakhte Ho To Aap Par Qaza Hi Lazim Hai, Fidya Nahi Dena.
ek Roze Ka Fidya Ek Sadqa E Fitr Ke Barabar Hai; Yani Kam Az Kam Pone Do Kilo Genhu Ya Us Ki Qeemat Ek Roze Ke Fidye Ke Taur Par Mustahiq Ko De Diya Jaye.(fatawa Rahimiyya: 5/272)
Fakt - Allah ta'ala sabse zyada janne wale hai.
Upload Date : 24-03-2024
download in PDF
related question
Jaan Ka Khatra Ya Bimari Zyada Ho Jane Ke Dar Se Rozah Tod Dena
Sawal : Jaan Ka Khatra Ya Bimari Zyada Ho Jane Ke Dar Se Rozah Tod Dena Jaiz Hai ?
view more..
Rozah Me Aankh Me Dawa Dalna
Sawal : Rozah Me Aankh Me Dawa Dalna Kesa Hai ?
view more..
Roze Me Baam Lagana Aur Bhaap ( Steam ) Lena
Sawal : 1- Roze Ki Haalat Me Baam Sunghne Ka Kya Hukm Hai ?
2- Roze Ki Haalat Me Sirf Garam Pani Se Bagair Kuch Milaye Bhaap ( Esteem ) Lene Ka Kya Hukm Hai ?
view more..
View all sawal
Total visited
7
0
6
9
8
times