Home
Search
Masail
Sawal Kare
islami name
Shariya calculations
Short Book & pdf
About Us
Contact Us
14 September 2025
Sunday
19 Rabi-Ul-Awwal 1447
Sawal No : 372
Bab : ROZAH
Fasl : ROZAH KE BARE ME
Topic : Chhoti Umar Mein Baligh Hone Wale Bacche Ka Roza Tod Dena
Sawal : Kya Koi Chhoti Umar Mein Baligh Ho Gaya Ho Aur Ramzan Mein School Mein Ja Kar Roza Tod De To Us Par Bhi Kaffarah Aaye Ga?
Jawab : Qaza Aur Kaffarah Us Soorat Mein Lazim Hota Hai Jab Koi Baligh Shakhs Roza Yaad Hone Ki Haalat Mein Jaan Bujh Kar Bagair Kisi Shak-o-shubah Ke Koi Ghiza Ya Dawa Kha Le Ya Pee Le Ya Jima Karke Roza Tod De, Lihaza Mazkoorah Soorat Mein Bhi Qaza Aur Kaffarah Dono Aaye Ga.
▪️ Soorat-e-masoolah Mein Chunke Mazkoorah Shakhs Ko Maloom Hai Ke Woh Baligh Ho Chuka Hai Chahe Umar Kam Ho, Is Liye Hukm Mein Koi Tabdeeli Nahi Hogi.
Fakt - Allah ta'ala sabse zyada janne wale hai.
Upload Date : 19-08-2025
download in PDF
related question
Roze Mai Chewing Gum Chabana
Sawal : Roze Mai Flavour Wali Aur Without Flavour Chewing Gum Chabana Jaiz Hai?
view more..
Roze Mai Bottle Chadana Aur Injection Lena
Sawal : Roze Mai Bottle Chadane Aur Injection Lagwane Ka Kya Hukm Hai?
view more..
Jaan Ka Khatra Ya Bimari Zyada Ho Jane Ke Dar Se Rozah Tod Dena
Sawal : Jaan Ka Khatra Ya Bimari Zyada Ho Jane Ke Dar Se Rozah Tod Dena Jaiz Hai ?
view more..
Roze Ka Fidya
Sawal : Mere Roze Reh Gaye, Kiya Mujhe Roze Ka Fidya Dena Hai Ya Sirf Qaza Rakhna Hai. Aur Roze Ka Fidya Kitna Hai?
view more..
View all sawal
Total visited
1
5
5
0
7
0
times