Home
Search
Masail
Sawal Kare
islami name
Shariya calculations
Short Book & pdf
About Us
Contact Us
24 November 2024
Sunday
20 Jamadi-Ul-Awwal 1446
Sawal No : 144
Bab : NAMAZ
Fasl : TARAWEEH
Topic : Alag Se Taraweeh Padhne Walo Ke Liye Isha Ki Namaz Masjid Mai Padhna
Sawal : Zyada Se Zyada Huffaz Qur'an E Kareem Taraweeh Mai Suna Sake Isliye Bohot Se Gharo Mai Taraweeh Hoti Hai, To Kiya Isha Ki Farz Namaz Bhi Wahi Padh Sakte Hai?
Jawab : Sahih Ahadees Aur Aslaaf Ke Amal Aur Fuqaha Ki Ibaarat Se Yahi Saabit Hota Hai Ke Farz Namaz Masjid Mai Jaakar Jamaat Ke Sath Ada Karna Zaroori Hai ؛ Albata Koi Haqeeqi Uzr Ki Wajah Se Ghar Par Padhe To Alag Baat Hai. (ahsanul Fatawa : 3/272)
lihaza Ghar Mai Taraweeh Ki Jamaat Karne Walo Ke Liye Zaroori Hai Ke Isha Ki Namaz Masjid Mai Jamaat Ke Sath Hi Padhne Ka Ihtimam Karein.
(mahmudul Fatawa : 1/500)
Fakt - Allah ta'ala sabse zyada janne wale hai.
Upload Date : 14-03-2024
download in PDF
related question
Taraweeh Padhane Walo Ko Hadiya Dena.
Sawal : Ramazan Me Aksar Masjid Me Taraweeh Padhane Walo Ko Hadiya Dene Ka Mamool Hota He , Bhot Si Masjid Ki Committee Uske Liye Chande Ka Bhi Nizam Karti Kya Ye Sahih Hai?
view more..
Taraweeh Me Teesri Rakaat Ke Liye Imam Sb. Khade Hojaye...
Sawal : Agar Imam Sb. Taraweeh Me Dusri Rakaat Me Qaida Karna Bhul Gaye Or Teesri Rakaat Ke Liye Khade Hogaye To Kya Hukm He?
view more..
Taraweeh Me Na-balig Ko Imam Banana
Sawal : Aek Bacche Ke 22 Pare Ho Gaye Hai, Aur 12 Saal Ki Age Hai, 13 Va Saal Chal Raha Hai, To Kya Ye Ramzan Me Taraweeh Padha Sakta Hai ?
view more..
Chote Bade Baal Katwane Wale Aur Dadhi Katwane Wale Ki Imamat
Sawal : Agar Baal Bade Chote Ho, Ya Dadhi Kati Hui Ho, To Uske Piche Farz Namaz Ya Taraveeh Pad Sakte Hai ?
view more..
View all sawal
Total visited
7
1
1
7
2
times