Home
Search
Masail
Sawal Kare
islami name
Shariya calculations
Short Book & pdf
About Us
Contact Us
21 November 2024
Thursday
17 Jamadi-Ul-Awwal 1446
Sawal No : 143
Bab : ROZAH
Fasl : ROZAH KE BARE ME
Topic : Roze Me Baam Lagana Aur Bhaap ( Steam ) Lena
Sawal : 1- Roze Ki Haalat Me Baam Sunghne Ka Kya Hukm Hai ?
2- Roze Ki Haalat Me Sirf Garam Pani Se Bagair Kuch Milaye Bhaap ( Esteem ) Lene Ka Kya Hukm Hai ?
Jawab : 1 - Roze Ki Haalat Me Naak Se Bahar To Baam / Vicks Lagane Mein Koi Haraj Nahi Hai, Albatta Naak Ke Andar Vicks Wagera Lagane Ki Wajah Se Saans Ke Sath Is Ke Ajzaa Aur Zarrat Andar Chalay Jate He, Is Liye Roza Ki Haalat Mein Naak Ke Andar Vicks Lagana Durust Nahi Hai, Agar Naak Ke Andar Vicks Lagai Aur Is Ke Zarraat Saans Ke Sath Dimag Tak Pahonch Gaye To Roza Fasid Hojaye Ga.
2 - Bhaap Lene Ki Wajah Se Pani, Bukharat ( Dhunwe ) Se Badal Kar Naak Ke Rastae Se Pet Ke Andar Chale Jate He Is Wajah Se Roza Ki Haalat Mein Bhaap Lene Ki Ijazat Nahi Hai, Aur Is Se Roza Fasid Ho Jata Hai.
Fakt - Allah ta'ala sabse zyada janne wale hai.
Upload Date : 16-03-2024
download in PDF
related question
Jaan Ka Khatra Ya Bimari Zyada Ho Jane Ke Dar Se Rozah Tod Dena
Sawal : Jaan Ka Khatra Ya Bimari Zyada Ho Jane Ke Dar Se Rozah Tod Dena Jaiz Hai ?
view more..
Roze Ka Fidya
Sawal : Mere Roze Reh Gaye, Kiya Mujhe Roze Ka Fidya Dena Hai Ya Sirf Qaza Rakhna Hai. Aur Roze Ka Fidya Kitna Hai?
view more..
Rozah Me Aankh Me Dawa Dalna
Sawal : Rozah Me Aankh Me Dawa Dalna Kesa Hai ?
view more..
View all sawal
Total visited
7
0
7
2
5
times