19 September 2024

Thursday

13  Rabi-Ul-Awwal  1446

Sawal No : 140
Bab : BUYING / SELLING کتاب البیوع
Fasl : SHARE MARKET / MUTUAL FUND
Topic : Bse Stocks
Sawal : Sawal : A.alaikum W.w
mere Pass Bse Company Ltd Ke
30 Share Hai Jo Mere Broker Ne 2021-22 Main 35000 Ki Amount Ke Aass Pass Kharide The Aaj Is Total Shares Ki Value 1 Lakh 20,000 Ke Aaspass Ki Hai Isme 20 Shares Company Ne
bonus Diye The Uske Sath Ki
value Maine Uper Likhi Hui Hai.

yeh Company Stock Exchange Ki Company Hai

ТОН

q1. Yeh Company Ke Shares Halal Hai Ya Nhi??

02. Agar Haram Hai Toh Pura
stock Hi Haram Hai Ya Phir
shariah Ke Hisab Se Kuch Hissa Haram Main Hai...??

q3. Yeh Company Ke Shares Agar Haram Hai Aur Muje Us Time Pata Tha Ya Nhi Tha Uska Idea Muje Nhi Hai Toh Woh Condition Main Iske Nafa
mere Liye Kaisa Rahega..??

ab Yeh Company Ne Kuch 20 Share Bonus Diya Tha Toh

q3.iska Bonus Share Joke Ek
shayad Gift Hua Toh Woh
halal Honge Ke Haram...??

q4. Iska Dividend Jo Aaye The Woh Halal Hoga Ke Haram...??
agar Haram Hai Aur Woh Use Ho Gya Ho Toh Woh Condition Main Abhi Kya Karna Rahega..??

q5. Aur Iska Jo Nafa Hai Uska Kya Kar Sakte Hai..??

q6. Is Share Ko Buy Aur Sell Karne Main Jo Brokerage Laga Hai Woh Us Nafe Main Se Minus Kar Sakte Hai..??
Jawab : Jawab : Jawab-:walekumasalam Warah Matul-lahi Wa Barakatu.
bse Me Invest Karna Jaiez Nahi He Kyunke Bse Insurance Companies Ko Issue Karti He,debt(sood Ke Saath Qarza Wusul Karna) Sme ,index Fund, Bank Nifty, F&o. Or Bhi Bhot Se Na-jaiez Kaam Bse Karti He.
a.2- Bse Pura Hih Haram.
a.3-agar Che Aapko Maalum Nahi Tha Fir Bhi Bse Si Haasil Hone Wala Nafa Halal Nahi Hoga.company Ka Kaam Hih Na-jaiez He Isliye Usse Haasil Hone Wala Dividend Bhi Na-jaiez Hoga.
a.4- Bse Se Haasil Hone Wala Dividend Na-jaiez Hoga Jitna Use Kiya Utna Sadqa Karna Zaruri Hoga.
a.5- Aap Sirf Itna Hih Amount Wapas Le Sakte He Jitna Aapka Investment Tha, Bechne Ke Baad Haasil Hone Profit Bagair Sawab Ke Sadqa Kardiya Jaye.
a.6- Brokerage Ko Profit Me Se Minus Nahi Kar Sakte.    Fakt - Allah ta'ala sabse zyada janne wale hai.
related question
View all sawal
Total visited
  • 6
  • 0
  • 8
  • 9
  • 4
times