Sawal :
Quraan E Shareef Ki Tilawat Ke Bich " Sura A Tauba" Aa Jaye, To "sura E Tauba" Shuru Karte Waqt "bismillah" Nahi Padhi Jati Hai, Lekin Agar Tilawat Ke Bich "sura E Tauba" Mukammal Nahi Huvi, Aur Dusre Din Phir Se Jaha Se Baaki Tha, Vaha Se Padhna Ho, To "bismillah" Padhni Chahiye Ya Nahi ?
Mobile Me Quran Sunte Vakt Kab Wuzu Zaruri Hota Hai ?
Sawal :
Kya Video/audio Me Quran Sunte Vakt Wuzu Zaruri Hai ? Aur Agar Screen Par Quran Ki Aayatein Ho, Aur Mobile Hamare Hath Me Ho, To Kya Wuzu Zaruri Hai ?