Sawal :
Quraan E Shareef Ki Tilawat Ke Bich " Sura A Tauba" Aa Jaye, To "sura E Tauba" Shuru Karte Waqt "bismillah" Nahi Padhi Jati Hai, Lekin Agar Tilawat Ke Bich "sura E Tauba" Mukammal Nahi Huvi, Aur Dusre Din Phir Se Jaha Se Baaki Tha, Vaha Se Padhna Ho, To "bismillah" Padhni Chahiye Ya Nahi ?
Qur'an E Kareem Padhte Na Ata Ho, To Sirf Bismillah Padhna
Sawal :
Jisko Quran E Kareem Nahi Padhna Aata Ho, Vo Pura Qur'an E Kareem Bismillahir Rahmanir Rahim Sai Padhe, To Kya Is Sai Tilawat Ka Sawab Milega ? Aur Ungli Phirate Huwe Jaha Par Sajde Ki Aayat Aaye, To Vaha Par Sajda Kare Ya Nahi ?