Sawal :
Agar Kisi Jagah Ki Halat Aesi Ho, Ke Us Jagah Namaz Khule Me Padhne Se Government Ki Janib Se Khof Ho, To Kya Car Me Namaz Padh Sakte Hai ? Ya Agar Time Par Manzil Par Na Pochne Ke Khof Se Car Me Padh Li, To Namaz Hogi ? Or Khud Ki Car Na Ho, Or Driver Rukne Ke Liye Mana Kar Raha Ho, To Kya Us Waqt Namz Padh Li, To Hogi ?
Muqeem Imam Ke Peeche Musafir Ki Rak'at Chut Jaye To Kitni Rak'at Ke Hisab Se Namaz Mukammal Kare ?
Sawal :
Safar Me Ek Masjid Me Zohar Ki Namaz Chalu Thi, Aur Ham Safar Me The, Aur Aakhri Do Raqat Baki Thi, To Safar Ki Do Raqat Hamko Padhni Hai, To Ham Us Namaz Me Joint Ho Sakte Hai ?