Home
Search
Masail
Sawal Kare
islami name
Shariya calculations
Short Book & pdf
About Us
Contact Us
24 November 2024
Sunday
20 Jamadi-Ul-Awwal 1446
Sawal No : 97
Bab : NAMAZ
Fasl : NAMAZE
Topic : Sunnat Ya Nafl Mai Dusri Nafl Namazo Ki Niyyat Shamil Karna
Sawal : Kiya Sunnat E Muakkada Ya Nafl Namaz Mai Hum Dusri Namazo Ki Niyyat Ko Shamil Kar Sakte Hai? Jaise Zohar Ki Chaar Rak'at Sunnat Mai Tahiyyatul Masjid, Tahiyyatul Wuzu, Salatul Hajat Ya Shukrane Ki Niyyat Bhi Karna Sahi Hai?
Jawab : Farz Aur Wajib Ke Ilawa Baqi Namazain Nawafil Ke Hukum Mein Hain, Aur Nawafil Mein Aik Se Zyada Ki Niyyat Karna Durust Hai, Lihaza Sunnat E Muakkada Ya Aur Koi Nafl Ya Sunnat Mein Tahiyyatul Masjid, Tahiyyatul Wuzu, Salatul Hajat Wagaira Ki Niyyat Karna Durust Hai.
(online Darul Ifta Binnoriya: 144108201805)
▪️ Agar Masjid Mein Dakhil Huwe Ho, Aur Farz Namaz Jari Ho, To Sirf Is Mauqe Par Farz Namaz Mein Tahiyyatul Masjid Ki Niyyat Karne Ki Ijazat Di Gai Hai.
Fakt - Allah ta'ala sabse zyada janne wale hai.
Upload Date : 31-12-2023
download in PDF
related question
Back Pain Me Gadde Ya Kursi Par Namaz Padhna
Sawal : Agar Back Pain Ho, Aur Bed Ke Gadde Par Sajda Kar Sakte Ho, To Bed Par Baith Kar Namaz Padhi Jaye, Ya Kursi Par ?
view more..
Namaz Ke Baad Mic Mai Dua Maangna
Sawal : Masjid Me Farz Namaz Ke Baad Mic Mai Zor Se Dua Mangna Kesa Hai ?
baz Martaba Jin Logo Ki Rak'at Gai Hoti Hai, Un Ko Apni Namaz Padhne Me Pareshani Hoti Hai.
view more..
Sajda E Sahw Ke Waqt Attahiyyaat Ke B’ad Durud Sharif Aur Dua Padhna
Sawal : Sajda E Sahw Ke Waqt Attahiyyaat Ke B’ad Durud Sharif Aur Dua Padhna Kaisa Hai ?
view more..
View all sawal
Total visited
7
1
1
5
4
times