Home
Search
Masail
Sawal Kare
islami name
Shariya calculations
Short Book & pdf
About Us
Contact Us
22 November 2024
Friday
18 Jamadi-Ul-Awwal 1446
Sawal No : 7
Bab : QURAN / HADEESH / DUSRE ULOOM
Fasl : FIQAH
Topic : Shar'ee Fatwe Ki Hesiyat
Sawal : Darul Ifta Se Agar Koi Fatwa Pucha Jaye, Aur Us Ka Waha Se Jawab Diya Jaye, To Us Fatwe Ki Kiya Hesiyat He ?
Jawab : Qur'an O Hadees Ya Fatwo Ki Motabar Kitabo Ke Mutabiq Ya Unke Hawale Se Fatwa Diya Gaya Ho, To Aise Fatwe Par Amal Karna Zaruri He, Bagair Daleel Ke Rad Karne, Aur Na Manne Se Sakht Gunah Hoga, Aur Agar Koi Aise Shar'ee Fatwe Ki Toheen Ya Tahqeer Kare, To Us Ke Iman Ka Bhi Khatra Hoga. ( Fatawa Mahmudiyah - 3/360 )
Fakt - Allah ta'ala sabse zyada janne wale hai.
Upload Date : 03-09-2023
download in PDF
related question
View all sawal
Total visited
7
0
8
5
4
times