Home
Search
Masail
Sawal Kare
islami name
Shariya calculations
Short Book & pdf
About Us
Contact Us
21 November 2024
Thursday
17 Jamadi-Ul-Awwal 1446
Sawal No : 6
Bab : QURAN / HADEESH / DUSRE ULOOM
Fasl : HADEESH
Topic : Sirf suni Huvi hadees ka hawala dena
Sawal : agar kisi ne hadees ki kitabe padhi nahi he, aur sirf kisi se hadees suni he, to hadees ke naam se us ko naqal karna kaisa he ?
Jawab : agar kisi ko malum ho, ke ye hadees Fula kitab me he, aur hawale ke saath usko bayan kare, to us me koi haraj nahi he, lekin kisi ustad ke paas padhe bagair hadees ke naqal karne aur usko samjhane me bahut si martaba galati ho jati he, aur fitne ka sabab ban sakta he, isliye ihtiyat karni chahiye. ( fatawa mahmudiyah 4/38 )
Fakt - Allah ta'ala sabse zyada janne wale hai.
Upload Date : 27-08-2023
download in PDF
related question
View all sawal
Total visited
7
0
7
3
0
times