Home
Search
Masail
Sawal Kare
islami name
Shariya calculations
Short Book & pdf
About Us
Contact Us
19 October 2026
Monday
6 Jamadi-Ul-Awwal 1448
Sawal No : 449
Bab : QURBANI
Fasl : AQEEQAH
Topic : Aqiqa Karne Se Bachche Ki Shararatein Kam Hoti Hain?
Sawal : Kya Ye Baat Sahi Hai, Ke Koi Bachcha Bahot Zyada Dhamali Aur Mastikhora Hai To Is Ke Peeche Us Bachche Ka Aqiqa Na Hone Ki Wajah Hai, Aqiqa Karne Se Us Bachche Ka Dhamalipan Aur Mastikhora Pan Kam Ho Jayega?
Jawab : Aqiqa Karna Mustahab Hai, Jis Ke Zariye Allah Ta‘ala Ke Hukm Se Baaz Pareshaniyon, Aafaton Aur Beemariyon Se Rahat Mil Jaati Hai. Sawal Mein Pooche Gaye Fawaid Ka Saaf Taur Par Zikr Nahi Milta.
▪️ Ek Baat Malhooz Rahe Ke Kisi Bhi Shar‘i Hukm (farz, Wajib, Sunnat, Mustahab) Par Amal Karne Ka Maqsad Allah Ki Raza Hasil Karna, Itteba-e-sunnat Aur Sawab Hasil Karna Hona Chahiye, Agarche Us Mein Dunyawi Fawaid Bhi Haasil Hon; Musalman Ke Liye Sab Se Bada Faida Yeh Hai Ke Ye Shariat Ka Hukm Hai.
Fakt - Allah ta'ala sabse zyada janne wale hai.
Upload Date : 30-09-2026
download in PDF
related question
Aqeeqah Karne Ka Tareeqa
Sawal : Aqeeqah Kis Tarah Karna Chahiye Aur Kab Karna Chahiye?
view more..
Aqeeqah Ke Moqe Se Hadya Lena
Sawal : Aqeeqah Me Bachche Ki Nani Ki Taraf Se Hadiya Le Sakte Hai ?
view more..
Bachche Ke Paiso Se Aqeeqah Karna
Sawal : Na-baaligh Bachchay Ke Paas Agar Hadiya Aaya Ho, To Us Ke Zariye Se Uska Aqeeqah Kar Sakte Hai ?
view more..
Qurbani Ke Bade Janwar Me Aqeeqah Ka Hissa Rakhna
Sawal : Qurbani Ke Bade Janwar Me Aqeeqah Ka Hissa Rakhna Kesa Hai ?
view more..
View all sawal
Total visited
2
6
2
4
5
2
times