Sawal :
( 1 ) Qarz Ada Karne Ki Niyyat Se Agar Property Bechi Jae To Is Ke Liye Zakat Ka Kya Hukm Hai?
( 2 ) Wirasat Mein Aane Wali Raqam Se Pehle Zakat Nikali Jae Ya Qarz Ada Kiya Jae?
Sawal :
Ek Property Hai Jo Kiraye Par Di Gayi Hai. Zarurat Se Zyada Hai, Aur Us Se Kiraya Bhi Milta Hai — Lekin Us Par Zakat Nahi Lagti.
▪️ Doosri Taraf, Gold Hadiya Mein Mila Hai, Bechne Ki Niyyat Bhi Nahi Hai. Saath Hi 5 Tola Gold, 3000 Rupees Ke Barabar Silver, Aur 1000 Rupees Cash Bhi Hai — To Is Par Zakat Wajib Ho Jaati Hai. Yeh Kyun?
▪️ Jab Gold Ko Bech Kar Cash Banaya Jaa Sakta Hai, To Property Ko Bhi Bech Kar Cash Banaya Ja Sakta Hai — Phir Dono Mein Farq Kya Hai? Tafseel Se Samjhaayein Ke Property Par Zakat Kyun Nahi Lagti, Jabke Gold Par Lagti Hai.
Sawal :
Jewelry Shop Me Gold Ka Weight Karane Gaye The, To Soni Ne Kaha, Ke Tumhare Paas 18 Carat Ya 20 Carat Ya 22 Carat, Koi Bhi Carat Ka Gold Ho, Us Par 22 Carat Ki Value Se Zakat Ginni Hai, Kya Ye Baat Sahi Hai ? Ya Fir 18 Carat Ki 18 Carat Ke Hisab Se, Or 20 Carat Ki 20 Carat Ke Hisab Se Zakat Nikale ?