Home
Search
Masail
Sawal Kare
islami name
Shariya calculations
Short Book & pdf
About Us
Contact Us
21 July 2025
Monday
24 Muharram 1447
Sawal No : 347
Bab : AMANAT / VADEEAT
Fasl : AMANAT / VADIAT KE BARE ME
Topic : Walidain Se Sharaait Ke Saath Qarz Lena – Kya Yeh Jaiz Hai?
Sawal : Meri Ammi Ki Maaliki Ke Jo Paise Hain, Us Me Se Main 5,00,000/- Rupye Unse Ye Lekhit (writing) Waada Par Loon Ke, Jab Tak Maa-baap Ya Un Dono Me Se Koi Ek Hayaat Hai Tab Tak Har Mahine Main Unko 5,000/- Rupye Deta Rahunga, Aur Dono Hayaat Na Honge Tab Jo Paisa Maine Liya Hai Woh Maaf Ho Jaayega. Us Me Kisi Bhi Bhai, Behan Ya Aur Kisi Haqdar Ka Hissa Nahi Rahega. Upar Di Gayi Shart Par Ammi Se Paisa Lena Kaisa Hai?
Jawab : Sawaal Mein Likhe Hue Tareeqe Se Aap Ka Apni Ammi Se Paisa Lena Jaiz Nahi Hai.
▪️ Jaiz Shakl Qarz Ki Hai Ke Aap Qarz Ke Taur Par Raqam Le Kar Har Mahine Kuch Kuch Raqam Ada Karte Rahen. Har Mahine Kitni Raqam Lautani Hai, Woh Aap Apni Ammi Se Qarz Lete Waqt Hi Fix Kar Lein.
Fakt - Allah ta'ala sabse zyada janne wale hai.
Upload Date : 16-07-2025
download in PDF
related question
View all sawal
Total visited
1
4
2
2
5
8
times