Home
Search
Masail
Sawal Kare
islami name
Shariya calculations
Short Book & pdf
About Us
Contact Us
21 July 2025
Monday
24 Muharram 1447
Sawal No : 342
Bab : KIRAYA DARI / SALARY ISSUES ( کتاب الاجارہ )
Fasl : JAIZ / NAJAIZ JOBS
Topic : Bank Mein Job Karne Ka Hukm
Sawal : Kya Bank Mein Kisi Bhi Tarah Ki Job Se Jo Income Aayegi, Woh Halaal Hogi?
Jawab : Bank Ki Aamdani Sirf Aur Sirf Haraam Hi Ki Hoti Hai. Is Liye, Chahe Bank Ka Koi Kaam Jaaiz Ho Aur Haraam Mein Mulawwas Na Hona Padta Ho, Tab Bhi Tankhwa Haraam Paise Se Di Jaayegi. Is Liye Bank Mein Kisi Bhi Tarah Ki Job Se Bachna Chahiye.
Fakt - Allah ta'ala sabse zyada janne wale hai.
Upload Date : 14-07-2025
download in PDF
related question
View all sawal
Total visited
1
4
2
2
2
4
times