Bachche Ko God Lekar Apna Naam Dena Aur Mahram Hone Ka Sharai Hukum
Sawal :
Agar Kisi Shakhs Ke Bachche Na Hon Aur Usne Apne Bhai Ya Behen Ke Bachche Ko God Liya Ho Aur Bachche Ke Haqeeqi Baap Ka Naam Hatakar Documents Mein Apna Naam Likhwa Diya Ho, Jabki Woh Bachche Se Bahut Mohabbat Karta Ho Aur Uski Parwarish Mein Koi Kami Na Rakhta Ho, To Kya Aisa Karna Jaiz Hai? Kya God Lene Se Bachcha Mahram Ho Jata Hai? Agar Naam Badalna Ab Mushkil Ho Aur Bachche Ke Bagair Rehna Bhi Mumkin Na Ho, To Ab Use Shariat Ke Mutabiq Kya Karna Chahiye?
Sawal :
Dukaan Ke Andar Sooraj Ki Roshni Ka Aana Kaisa Hai? Beshak Ye Sooraj Ke Movement Ki Wajah Se Hota Hai, Lekin Agar Hum Shed Lagwakar Dhoop Ko Roke To Koi Harj Ki Baat To Nahi?
Sawal :
India Me Agar Kisi Musalman Unmarried Mard Ne Zina Kiya Ho, Or 1 Baar Nahi Bar Bar Kiya Ho, Or Aage Ja Kar Use Apne Is Kaam Par Nadamat Or Pachtava Ho Or Us Ne Ye Kaam Chod Bhi Diya Ho, Par Pehale Usne Jo Gunah Kiya He Us Ka Kaffara Kiya Hoga?