Home
Search
Masail
Sawal Kare
islami name
Shariya calculations
Short Book & pdf
About Us
Contact Us
21 July 2025
Monday
24 Muharram 1447
Sawal No : 332
Bab : BUYING / SELLING کتاب البیوع
Fasl : OTHERS ( BUYING / SALEING )
Topic : Crypto Currency Jese Bitcoin Ka Hukm
Sawal : Kya Crypto Currency Jese Bitcoin Etc...halal Hai ?
Jawab : Crypto Currency ( Bitcoin Etc...) Aek Farzi Currency Hai, Aur Is Ka Unwan ( Title ) Hathi Ke Daant Ki Tarah Mahaz Dikhaane Ki Cheez Hai.
▪️ Aur Fuqahaa E Kiraam Ki Wazaahat Ki Roshni Me Ye Currency Islamic Low Ke According Maal Nahi Hai, Aur Na Hi Logo Ne Is Ko Currency Mukarrar Kiya Hai, Neez Is Business Me Haqeeqat Me Koi Product Wagera Nahi Hoti Hai, Aur Na Hi Is Me Kharid O Farokht ( Buy / Sale) Ke Jaiz Hone Ke Islamic Rules Paye Jate Hai, Balke Dar Haqeeqat Ye Forex Trading Ki Tarah Sood Aur Juwe Ki Shakal Hai.
▪️ Is Liye Crypto Currency Jese Bitcoin Etc...ki Khareed O Farokht Ki Shakal Me Net Par Chalne Wala Online Business Islamic Low Ke According Halal Aur Jaiz Nahi Hai, Lihaza Aap Ko Is Se Bachna Chahiye.
( Khulasa Az Online Fatawa Darul Uloom Deoband )
Fakt - Allah ta'ala sabse zyada janne wale hai.
Upload Date : 07-07-2025
download in PDF
related question
View all sawal
Total visited
1
4
2
2
9
2
times