Sawal :
( 1 ) Qarz Ada Karne Ki Niyyat Se Agar Property Bechi Jae To Is Ke Liye Zakat Ka Kya Hukm Hai?
( 2 ) Wirasat Mein Aane Wali Raqam Se Pehle Zakat Nikali Jae Ya Qarz Ada Kiya Jae?
Wirasat Me Aane Wale Plots Ki Raqam Ki Zakat Ka Hukm
Sawal :
Hamari Wirasat Mein 6 Plot Aaye The, Jin Ki Deel February 2025 Ko Complete Huvi, Jis Mein Se 3 Plot Ke Dastaveez Ban Gaye, Aur Payment Bhi Aa Gaya, Baqi Ke 3 Ke Dastaveez May/june Mein Banenge, Aur Tab Payment Aayega, Poora Payment Aane Ke Baad Sab Warisoon Ko Taqseem Karenge, Is Surat Mein Zakat Kab Aur Kaise Nikaalni Hogi?
Sawal :
Ek Property Hai Jo Kiraye Par Di Gayi Hai. Zarurat Se Zyada Hai, Aur Us Se Kiraya Bhi Milta Hai — Lekin Us Par Zakat Nahi Lagti.
▪️ Doosri Taraf, Gold Hadiya Mein Mila Hai, Bechne Ki Niyyat Bhi Nahi Hai. Saath Hi 5 Tola Gold, 3000 Rupees Ke Barabar Silver, Aur 1000 Rupees Cash Bhi Hai — To Is Par Zakat Wajib Ho Jaati Hai. Yeh Kyun?
▪️ Jab Gold Ko Bech Kar Cash Banaya Jaa Sakta Hai, To Property Ko Bhi Bech Kar Cash Banaya Ja Sakta Hai — Phir Dono Mein Farq Kya Hai? Tafseel Se Samjhaayein Ke Property Par Zakat Kyun Nahi Lagti, Jabke Gold Par Lagti Hai.