Home
Search
Masail
Sawal Kare
islami name
Shariya calculations
Short Book & pdf
About Us
Contact Us
14 September 2025
Sunday
19 Rabi-Ul-Awwal 1447
Sawal No : 322
Main Bab
Fasl : QURAN / HADEESH / DUSRE ULOOM
Topic : Tek Laga Kar Qur'an Ki Tilawat Karna Ya Deeni Kitabein Padhna
Sawal : Tek Laga Kar Ya Let Kar Mobile Me Quran E Paak, Hadees E Pak, Aur Deeni Bate Padh Sakte He, Ya Sun Sakte He ?
Jawab : Tek Laga Kar Ya Let Kar Qur'an E Kareem Ki Tilawat Karna Aur Deeni Ilm Hasil Karna Ja'iz Hai.
▪️ Albatta Jitna Adab Ka Lihaz Rakha Jaye, Utna Maksad ( Sawab Aur Nafe Wala Ilm Hasil Hone ) Mai Mueen Aur Madad Gaar Hoga.
▪️ Lihaza Agar Mumkin Ho, To Adab Ke Saath Beth Kar Qur'an E Kareem Ki Tilawat Aur Deeni Kitabo Ko Padhna Chahiye.
▪️ Phir Bhi Na Padhne Se Behtar Hai, Ke Let Kar Ya Tek Laga Kar Padh Le; Isliye Ke Is Tarah Padhna Ja'iz To Hai Hi, Aur Jab Padhna Ja'iz Hai, To Sunna To Us Se Kam Darja Hai, Lihaza Let Kar Ya Tek Laga Kar Sunne Ki Bhi Ijazat Hai.
Fakt - Allah ta'ala sabse zyada janne wale hai.
Upload Date : 01-07-2025
download in PDF
related question
View all sawal
Total visited
1
5
5
0
1
9
times