Sawal :
Jewelry Shop Me Gold Ka Weight Karane Gaye The, To Soni Ne Kaha, Ke Tumhare Paas 18 Carat Ya 20 Carat Ya 22 Carat, Koi Bhi Carat Ka Gold Ho, Us Par 22 Carat Ki Value Se Zakat Ginni Hai, Kya Ye Baat Sahi Hai ? Ya Fir 18 Carat Ki 18 Carat Ke Hisab Se, Or 20 Carat Ki 20 Carat Ke Hisab Se Zakat Nikale ?
Sawal :
Ek Shakhs Par Hamare 3300 Rs.qarz The, Vo Shakhs Bahut Garib Hai, Ham Ne Us Ko Itni Raqam Zakat Ke Tor Par Adaa Kar Di, Aur Us Ne Vo Raqam Hame Qarz Adaa Karte Huve Vapas Kar Di, To Kya Is Tarah Hamari Zakat Adaa Hogi ?