Home
Search
Masail
Sawal Kare
islami name
Shariya calculations
Short Book & pdf
About Us
Contact Us
01 July 2025
Tuesday
4 Muharram 1447
Sawal No : 320
Bab : JAIZ / NAJAIZ CHEEZE
Fasl : OTHERS ( JAIZ / NAJAIZ CHEEZE )
Topic : Mard Ke Liye Anghooti Pehenna
Sawal : Mard Ke Liye Chandi Ki Anghooti Pehenna Jaiz Hai ? Or Jo Aaj-kal Turkish Or Fancy Anghooti Aati Hai, Uska Wazan 9 Se 10 Gram Tk Rehta Hai, To Kya Us Ko Istimaal Karne Se Mard Gunehgar Hoga ? Or Kya Namaz Ke Waqt Pehanne Se Namaz Me Koi Farq Aayega ?
Jawab : Shariat Me Mard Ke Liye 4.374 Gm. Wazan Tak Ki Chandi Ki Angoothi Pehenne Ki Ijazat Hai, Jab Ke Fashion Ke Taur Par Na Ho.
▪️ Aur Is Se Zayada Wazan Ki Ya Chandi Ke Alawa Kisi Aur Cheez Ki Angoothi Pehenna Mard Ke Liye Jaiz Nahi Hai.
▪️ Aesi Angoothi Pehenne Se Namaz To Ho Gati Hai, Lekin Us Me Karahat Zaroor Aa Jati Hai.
Fakt - Allah ta'ala sabse zyada janne wale hai.
Upload Date : 30-06-2025
download in PDF
related question
Labbaik Or Azan Or Islamic Naat Ya Quran Ki Ayato Ka Ringtone Par Rakhna
Sawal : Labbaik Or Azan Or Islamic Naat Ya Quran Ki Ayato Ka Ringtone Par Rkhna Sahi Hai ?
view more..
Nail-polish Lagana
Sawal : Haiz Ke Dino Me Nakhun Par Nail-polish Lagai Jati Hai ? Kya Ye Jaiz Hai ?
view more..
Lipstick Lagana
Sawal : Lipstick Lagana Kesa Hai ?
view more..
Sone Ke Dant ( Gold Teeth ) Lagana
Sawal : Sone Ke Dant ( Gold Teeth ) Lagana Shariyat Me Jaiz Hai ? Ya Nahi ?
view more..
View all sawal
Total visited
1
3
7
5
0
4
times