" Aisi Ghatiya Soch Rakhne Wali Aurat Ke Saath Main Na Rahu. " Se Talaq Ka Hukm
Sawal :
Ek Shaks Ne Biwi Ke Saath Jhagde Ke Dauraan Kaha Ke " Aisi Ghatiya Soch Rakhne Wali Aurat Ke Saath Main Na Rahu. " To Kya Talaq Ho Jaayegi? Halaanki Shohar Ki Niyyat Talaq Dene Ki Nahi Thi, Wo To Aise Hi Gusse Mein Muh Se Nikal Gaya Tha.
" Tu Maa Baap Ke Ghar Chali Ja " Kehne Se Talaq Ka Hukm
Sawal :
Abdur Rahman Ne Apni Biwi Ko Ye Kaha Ke " Tu Zevaraat Mujhe De De, Aur Tu Maa Baap Ke Ghar Chali Ja. " Abdur Rahman Ke Dil Mein Talaq Ki Niyyat Nahin Thi To Kya Aurat Par Talaq Padegi?
"tu Chali Ja, Mujhe Nahi Chahiye" Kehne Se Talaq Ka Hukm
Sawal :
Miya Biwi Ke Darmiyan Jhagda Hua, Miya Ne Biwi Se Kaha: "tu Chali Ja, Mujhe Nahi Chahiye." Kya Talaq Waqe Ho Gayi Ya Nahi? Agar Jawab Haa Mein Hai To Kaunsi Talaq Hogi?