Shakil Bin Haneef Ko Manne Walo Se Talluqat Rakhna
Sawal :
Hazrat Mufti Sahab, Agar Kisi Ka Beta Aur Bahu Shakili Ho Jaaye Aur Ghar Ke Zimmedaro Ko Maslan Maa Baap Bhai Wagereh Ko Pata Bhi Ho, Ke Beta Aur Bahu Shakili Ho Chuke Hai, Aur Shakeel Bin Hanif (mal'un) Aur Uske Maanne Walo Se Beta Rabt Me Bhi Ho, Uske Bawajud Baap Apne Bete Aur Bahu Ko Apne Ghar Par Panah De, To Aise Maa Baap Bhai Ke Baare Me Shariat Ka Kya Hukm Hai ? Aur Agar Koi Shaks Bahar Se Bhi Inka Saath De, To Unka Shariat Me Kya Hukm Hai ?