Home
Search
Masail
Sawal Kare
islami name
Shariya calculations
Short Book & pdf
About Us
Contact Us
16 September 2025
Tuesday
21 Rabi-Ul-Awwal 1447
Sawal No : 283
Bab : NAMAZ
Fasl : NAMAZE
Topic : Fajr Ka Waqt Ho Jane Ke Baad Azaan Se Pehle Sunnat Padhna
Sawal : Kya Fajr Ki Namaz Ka Waqt Shuru Ho Gaya Ho, To Fajr Ki Azaan Se Pehle Fajr Ki 2 Rakaat Sunnat Padh Sakte Hai ? Mai Aksar Fajr Ki Azaan Dene Ke Liye Jaata Hu, To Kya Mai Ghar Se 2 Rakaat Sunnat Namaz Padh Ke Jaa Sakta Hu ?
Jawab : Namaz Ka Waqt Dakhil Ho Jane Ke Baad Farz Namaaz Ki Sunnate Padhi Ja Sakti Hai, Azaan Hui Ho Ya Na Hui Ho. ( Makhuz Az Fatawa Mahmudiyah 9/74, Online Fatawa Darul Uloom Deoband Jawab No. 1108 )
▪️ Lihaza Aap Bhi Fajr Ki Azaan Dene Se Pehle Sunnat Padh Sakte Hai.
Fakt - Allah ta'ala sabse zyada janne wale hai.
Upload Date : 23-12-2024
download in PDF
related question
Sajda E Tilawat Ka Sahih Tareeqa
Sawal : Sajda E Tilawat Ka Sahih Tareeqa Kya Hai?
view more..
Na-mahram Aurat Ka Mard Ke Peeche Jama'at Ke Sath Namaz Padhna
Sawal : Kya Mard Ke Peeche Na-mahram Aurat Jama'at Se Namaz Padh Sakti Hai?
view more..
Pesh Ko Lamba Kheenchne Par Imam Sahab Ko Luqmah Dena
Sawal : Namaz Mein Agar Imam Sahab Pesh Ko Kheenche Ya Kheenchne Ki Jagah Par Na Kheenche, To Kya Unko Luqmah Dena Chahiye?
view more..
Back Pain Me Gadde Ya Kursi Par Namaz Padhna
Sawal : Agar Back Pain Ho, Aur Bed Ke Gadde Par Sajda Kar Sakte Ho, To Bed Par Baith Kar Namaz Padhi Jaye, Ya Kursi Par ?
view more..
View all sawal
Total visited
1
5
5
7
5
6
times