Home
Search
Masail
Sawal Kare
islami name
Shariya calculations
Short Book & pdf
About Us
Contact Us
05 February 2025
Wednesday
4 Shaban 1446
Sawal No : 282
Bab : JAIZ / NAJAIZ CHEEZE
Fasl : OTHERS ( JAIZ / NAJAIZ CHEEZE )
Topic : Mard Aur Aurat Konsi Ungli Me Ring Pehne
Sawal : Mard Ya Aurat Kisi Ke Liye Bhi Ring Konsi Ungli Me Pehenna Sahi Hai ?
kya Kisi Ungli Me Pehenne Ke Liye Mana Kiya Gya Hai ?
Jawab : Aurat Chunke Shar'an Ek Se Zyadah Ring Pahan Sakti Hai, Lihaza Aurat Kisi Bhi Ungli Me Ring Pahan Sakti Hai.
▪️ Albatta Mard Hazraat Choti Ungli Ya Us Se Barabar Waali Ungli Me Ring Pahan Sakte Hai, Aur Woh Bhi Sirf Chandi Ki Saadhe Char Masha ( 4 Gram 374 M.gram ) Ke Wazan Ke Barabar Ho, Ya Us Se Kam Ho, Baaki Do Ungli Me Ring Pahnne Ki Hadis Me Mumana'at Aayi Hai. Yani ( Roka Gaya Hai )
▪️ Note - Mard Hazraat Agar Kisi Bhi Ungli Me Ring Na Pehne To Behtar Hai. ( Makhuz Az : Online Fatawa Binori Town, Fatwa No.144012201330. )
Fakt - Allah ta'ala sabse zyada janne wale hai.
Upload Date : 19-12-2024
download in PDF
related question
Haram Maal Se Koi Chiz Kharidna
Sawal : Agar Kisi Aadmi Ne Haram Maal Se Paani Ki Tank Lagwa Kar Us Ko Use Karna Start Kar Diya, To Kya Us Tank Me Jo Pani Store Hota Rehta Hai, Us Ka Use Karna Sahih Hai ?
view more..
Happy New Year Manana
Sawal : Happy New Year Manana ( Naye Saal Ki Mubarak-baad Dena ) Kesa Hai ?
view more..
Aurat Aur Mard Ke Liye Haath - Pair Ke Baal Saaf Karna
Sawal : Aurat Aur Mard Ke Liye Haath - Pair Ke Balo Ko Nikalna Kesa Hai ?
view more..
Bachcho Ko Gudiya Dilana
Sawal : Bachcho Ke Khelne Ke Liye Gudiya Dilana Ya Ghar Me Rakhna Kaisa Hai ?
view more..
View all sawal
Total visited
8
4
0
7
1
times