Home
Search
Masail
Sawal Kare
islami name
Shariya calculations
Short Book & pdf
About Us
Contact Us
21 January 2025
Tuesday
19 Rajab 1446
Sawal No : 275
Bab : HAJ / UMRAH
Fasl : UMRAH
Topic : Aek Safar Me Aek Umrah Ke Baad Dusra Umrah Karna
Sawal : Umrah Ke Liye Jate Waqt India Se Miqat Cross Kar Ke Makka Pahunchne Par Kya Sirf 1 Hi Umrah Kar Skate Hai ? Ya 1 Se Zyada Umrah Kar Skate Hai ? Dusra Umrah Karne Ke Liye Fir Se Miqat Jana Aur Makka Aana Zaruri Hai ?
Jawab : (1) Ek Safar Me Ek Se Zyada Umrah Karna , Na Ye Ke Sirf Kar Sakte Hai, Balke Mustahab Amal Hai.
(2) Aur Jab Makka Me Rehte Huve Dusra Umrah Karne Ka Iradah Ho, To Us Ka Aehram Bandhne Ke Liye Haram Ki Hudud Se Nikal Kar Umrah Ki Niyyat Karna Zaruri Hai, Kisi Bhi Janib Se Haram Ki Hudood Se Bahar Ja Kar Aehram Baandh Kar Umrah Ki Niyyat Ki Ja Sakti Hai, Al-batta Behtar Ye Hai, Ke "taneem" Ke Maqam Par Moujud " Masjid E Aaisha Radiallahu Anha " Se Aehram Bandh Le.
(makhuz Az Fatawa Binori Town, Fatwa No.144408100832 )
Fakt - Allah ta'ala sabse zyada janne wale hai.
Upload Date : 29-11-2024
download in PDF
related question
Gair Mehram Rishtedar Ki Taraf Se Umrah Karna
Sawal : Kya Koi Mard Gair Mehram Rishtedar Ki Taraf Se Umrah Kar Sakta Hai ?
view more..
Umre Me Labbayk Kab Tak Padhna He
Sawal : Umre Me Labbayk Kab Tak Padhna He
view more..
Umrah Me Labbaik Padhne Ka Starting Aur Ending Ka Waqt
Sawal : Umrah Me Labbaik Kab Se Kab Tak Padhna Chahiye ?
view more..
Umrah Ka Makruh Waqt
Sawal : Umrah Karna Kab Makruh Hai ?
view more..
View all sawal
Total visited
8
0
6
2
8
times