Home
Search
Masail
Sawal Kare
islami name
Shariya calculations
Short Book & pdf
About Us
Contact Us
21 November 2024
Thursday
17 Jamadi-Ul-Awwal 1446
Sawal No : 22
Bab : NAMAZ
Fasl : BIMAR / MAZUR
Topic : Bimar Shakhs Ki Namaz
Sawal : Bimar Ghar Me Kahde Reh Kar Namaz Padh Sakta He, Lekin Masjid Me Ba-jamat Namaz Ke Liye Jaye, To Khade Rehne Ki Taqat Nahi Rehti, Beth Kr Padhni Padhti He, To Kya Kare ? Ghar Me Khade-khade Padhe, Ya Masjid Me Jaakar Ba-jamat Namaz Beth Kar Padhe ?
Jawab : Uske Liye Zarori He, Ke Ghar Me Kahda Ho Kar Namaz Padhe, Kyun Ke Qiyaam ( Khada Rehna ) Farz He, Jamat Ki Namaz Ke Liye Farz Chodhne Ki Ijazat Nahi He, Ghar Me Ghar Walon Ke Saath Jamaat Ka Intezaam Ho Jaye, To Behtr He. ( Fatawa Rahimiyyah 5/158 )
Fakt - Allah ta'ala sabse zyada janne wale hai.
Upload Date : 20-09-2023
download in PDF
related question
Icu Ka Mareez ( Patient ) Kese Namaz Ada Kare ?
Sawal : Aam Tor Par Mariz Ko Operation Ke Baad Icu Me Rakha Jata Hai, Icu Me Bed Ki Choice / Direction Ki Choice Nahi Hoti Hai, Aesi Halat Me Mariz Namaz Kese Ada Kare ?
view more..
View all sawal
Total visited
7
0
4
9
5
times