Home
Search
Masail
Sawal Kare
islami name
Shariya calculations
Short Book & pdf
About Us
Contact Us
22 January 2025
Wednesday
20 Rajab 1446
Sawal No : 212
Bab : QURBANI
Fasl : OTHERS ( QURBANI )
Topic : Non-muslim Ko Qurbani Ka Ghost Dena
Sawal : ( 1 ) Qurbani Ka Ghost Non-muslim Ko Dena Jaiz Hai, Ya Nahi ?
( 2 ) Agar Diya, To Qurbani Sahih Hogi ?
Jawab : ( 1 ) Koi Vakai Maslahat Ho To De Sakte Hai.
▪️ Magar Behtar Nahi Hai, Kyo Ke Musalmano Me Gareebo Ki Kami Nahi Hai.
( 2 ) Qurbani Ka Sahih Hona Ghost Ki Taqseem Par Mavquf Nahi Hai. ( Yani Qurbani Sahih Ho Jayegi )
( Khulasa Az Mahmoodul Fatawa - 7/457 )
Fakt - Allah ta'ala sabse zyada janne wale hai.
Upload Date : 21-05-2024
download in PDF
related question
Qurbani Ke Bade Janwar Me Aek Hissa Walima Ka Rakhna
Sawal : Qurbani Ke Bade Janwar Me Aek Hissa Walima Ki Niyyat Se Rakhna Kesa Hai ?
view more..
View all sawal
Total visited
8
0
6
6
1
times