Home
Search
Masail
Sawal Kare
islami name
Shariya calculations
Short Book & pdf
About Us
Contact Us
04 December 2024
Wednesday
1 Jamadi-Ul-Aakhar 1446
Sawal No : 210
Bab : QURBANI
Fasl : NAFL QURBANI
Topic : Isale Sawab Ki Niyyat Se Kuch Logo Ka Mil Kar Aek Ki Taraf Se Qurbani Karna
Sawal : Isale Sawab Ki Niyyat Se Kuch Logo Ka Mil Kar Aek Ki Taraf Se Qurbani Karna Kesa Hai ?
Jawab : Nafli Tor Par Sawab Pohchane Ki Niyyat Se Agar Bhut Se Log Aek Janwar Me Ya Janwar Ke Kisi Hisse Me Mil Kar Shareek Ho Jaye, Aur Us Ka Sawab Kisi Mayyit ( Marhum ) Ya Zinda Shakhs Ko Pohcha De, To Is Me Shariyat Ke Hisab Se Koi Harj Nahi Hai.
▪️ Is Se Dusre Hissedaaro Ki Qurbani Par Bhi Koi Asar Nahi Padega, Kyo Ke Is Ke Hissa Lene Se Wajib Ko Ada Karna Maqsood Nahi Hai, Balke Sawab Ko Hasil Karna Maqsood Hai.
( Khulasa Az Kitabul Masail - 2/313 )
Fakt - Allah ta'ala sabse zyada janne wale hai.
Upload Date : 19-05-2024
download in PDF
related question
Huzur Sallallahu Alyhi Wasallam Ki Janib Se Qurbani
Sawal : Huzur Sallallahu Alyhi Wasallam Ki Janib Se Qurbani Karna Kesa Hai ?
view more..
View all sawal
Total visited
7
2
6
7
9
times