Fajr Ka Waqt Ho Jane Ke Baad Azaan Se Pehle Sunnat Padhna
Sawal :
Kya Fajr Ki Namaz Ka Waqt Shuru Ho Gaya Ho, To Fajr Ki Azaan Se Pehle Fajr Ki 2 Rakaat Sunnat Padh Sakte Hai ? Mai Aksar Fajr Ki Azaan Dene Ke Liye Jaata Hu, To Kya Mai Ghar Se 2 Rakaat Sunnat Namaz Padh Ke Jaa Sakta Hu ?
Sawal :
Masjid Me Farz Namaz Ke Baad Mic Mai Zor Se Dua Mangna Kesa Hai ?
baz Martaba Jin Logo Ki Rak'at Gai Hoti Hai, Un Ko Apni Namaz Padhne Me Pareshani Hoti Hai.
Sunnat Ya Nafl Mai Dusri Nafl Namazo Ki Niyyat Shamil Karna
Sawal :
Kiya Sunnat E Muakkada Ya Nafl Namaz Mai Hum Dusri Namazo Ki Niyyat Ko Shamil Kar Sakte Hai? Jaise Zohar Ki Chaar Rak'at Sunnat Mai Tahiyyatul Masjid, Tahiyyatul Wuzu, Salatul Hajat Ya Shukrane Ki Niyyat Bhi Karna Sahi Hai?