Home
Search
Masail
Sawal Kare
islami name
Shariya calculations
Short Book & pdf
About Us
Contact Us
21 November 2024
Thursday
17 Jamadi-Ul-Awwal 1446
Sawal No : 196
Main Bab
Fasl : ROZAH
Topic : Roze Ki Haalat Me Hamal Ka Checkup
Sawal : Agar Hamilah(pregnant)aurat Roze Ki Haalat Me Ho,aur Doctor Uski Sharmgah Me Haath Dakhil Kar Ke Checkup Kare To Roze Ka Kya Hukm He?kya Roza Tut Jaaega?
Jawab : Agar Lady Doctor Aurat Ki Sharmgaah Me Khushk Dastaana(dry Glows)ya Khushk Ungli Dakhil Karke Checkup Kare To Roza Faasid Nahi Hoga.
aur Agar Gila Dastana Ya Gili Ungli Sharmgah Me Dakhil Ki;chahe Ungli Ya Dastane Per Dawai Lagi Ho Ya Paani,roza Faasid Ho Jaaega.
aur Agar Ek Martaba Khushk Dastana Ya Khusk Ungli Dakhil Kar Ke Nikale Aur Us Per Kuchh Rutubat (aurat Ke Sharmgah Ka Paani Ya Chiknahat)lag Jaae Aur Phir Wahi Ungli Sharmgah Me Dobara Dakhil Kare To Bhi Roza Fasid Ho Jaaega.
aur Roza Fasid Hone Ki Surat Me Us Roze Ki Qaza Laazim Hogi.(fatawa Darul Uloom Zakariyyah 3/296)
Fakt - Allah ta'ala sabse zyada janne wale hai.
Upload Date : 07-07-2024
download in PDF
related question
Musht Zani ( Masturbation ) Se Rozah Tut Jata He.
Sawal : Ramzan Me Roze Ki Halat Me Agar Kisi Shakhs Ne Musht Zani ( Masturbation ) Kar Ke Mani ( Spam ) Nikal Di, To Kya Uska Rozah Tutega Ya Nahi? Niz Tutega To Kaffara Aayega Ya Nahi?
view more..
View all sawal
Total visited
7
0
5
6
9
times