Home
Search
Masail
Sawal Kare
islami name
Shariya calculations
Short Book & pdf
About Us
Contact Us
02 April 2025
Wednesday
3 Shawwal 1446
Sawal No : 194
Bab : ZAKAT
Fasl : ZAKAT KE BARE ME
Topic : Zakat Ki Adaigi Me Taakhir
Sawal : Zakat Ki Adaigi Me Taakhir Par Shariat Ki Jaanib Se Kya Waeed Bayan Ki Gayi Hai ?
Jawab : Saal Khatam Hone Ke Baad Zakat Zyada Waqt Tak Rokni Nahi Chahiye, Balke Jitni Jaldi Ho Sake, Adaa Kar Deni Chahiye, Agar Kisi Uzar ( Wajah ) Ke Bager Zakat Nikaal Ne Me Taakhir Ki Jaye, To Gunehgaar Hoga. ( Kitaabun Nawazil 6/546 )
Fakt - Allah ta'ala sabse zyada janne wale hai.
Upload Date : 11-05-2024
download in PDF
related question
Maqrooz Ko Zakat De Kar Qarz Vasool Karna
Sawal : Ek Shakhs Par Hamare 3300 Rs.qarz The, Vo Shakhs Bahut Garib Hai, Ham Ne Us Ko Itni Raqam Zakat Ke Tor Par Adaa Kar Di, Aur Us Ne Vo Raqam Hame Qarz Adaa Karte Huve Vapas Kar Di, To Kya Is Tarah Hamari Zakat Adaa Hogi ?
view more..
Zakat Ki Raqam Salary Me Dena
Sawal : Kya Zakat Ki Raqam Salary Me Dena Sahih Hai ?
view more..
Shares Ki Zakat Kese Ada Kare
Sawal : Share Market Me Shares Ki Zakat Kese Nikali Jaye ?
view more..
Guzre Huve Salo Ki Zakat
Sawal : Ek Shakhs Ne 1975 Se Lekar 2019 Tak 3 Tola Sone Ki Zakat Nahi Nikali Hai, Ab Vo Zakat Nikalna Chahte Hai, To Un Ko Kitni Zakat Nikalni Hai.
view more..
View all sawal
Total visited
1
0
8
9
8
4
times