Home
Search
Masail
Sawal Kare
islami name
Shariya calculations
Short Book & pdf
About Us
Contact Us
03 December 2024
Tuesday
0 Jamadi-Ul-Aakhar 1446
Sawal No : 146
Main Bab
Fasl : ZAKAT
Topic : Shohar Maqruz Ho, Aur Biwi Maaldar Ho, To Biwi Par Zakat Ka Hukm
Sawal : Shohar Aur Biwi Dono Kaam Karte Hain, Aur Dono Ki Tankhwah Itni Hai Ke Ghar Ke Samaan Wagaira Ke Liye Kaafi Ho, Aur Shohar Par Qarza Hai, Aur Us Ki Biwi Ke Paas Zewarat Hain, Kya Us Ki Biwi Ko Zakat Deni Hogi Ya Nahi ?
Jawab : Chahe Shohar Maqruz Ho, Lekin Biwi Ke Zewarat Agar Nisab Ke Ba Qadar Hai To Biwi Par Apne Zewarat Ki Zakat Wajib Hogi.
( Khulasa Az Mahmudul Fatawa : 3/460 )
Fakt - Allah ta'ala sabse zyada janne wale hai.
Upload Date : 28-03-2024
download in PDF
related question
Maale Tijarat Ki Zakaat
Sawal : Dukaan Me Jo Stock He Wo Wholesale Aur Retail Dono Tarah Becha Jata Ho To Zakaat Ka Hisaab Kis Tarah Kiya Jaae?
view more..
Provident Fund Par Zakat
Sawal : Provident Fund Par Zakat Ka Kya Hukm He ?
view more..
View all sawal
Total visited
7
2
5
7
2
times