Home
Search
Masail
Sawal Kare
islami name
Shariya calculations
Short Book & pdf
About Us
Contact Us
21 November 2024
Thursday
17 Jamadi-Ul-Awwal 1446
Sawal No : 130
Bab : JAIZ / NAJAIZ CHEEZE
Fasl : OTHERS ( JAIZ / NAJAIZ CHEEZE )
Topic : Pearl Shell Fish Ka Hukm
Sawal : Pearl Shell Fish Ka Hukm Kya Hain ?
Jawab : Pearl Shell Fish Jise Oyster (seep) Bhi Kehte Hai, Wo Ek Narm Janwar Hota Hai, Jo Bohot Si Bimariyo Ke Liye Mufid Bataya Jata Hai, Aur Dawai'yo Mai Bhi Istemaal Hota Hai, Ye Chuke Machli Ya Us Ki Qism Mai Se Nahi Hai, Isliye Us Ko Khana Ahnaaf Ke Nazdeek Ja'aiz Nahi Hoga, Haa! Koi Bimari Aisi Ho, Ke Us Ke Istemal Ke Bagair Thik Na Ho Sakti Ho, Ya Thik Hona Bohot Mushkil Ho, Aur Mahir Deen-daar Doctor Ye Batla Rahe Ho, To Us Ko Ilaj Ke Taur Par Istemal Karne Ki Gunja'ish Hogi. (online Fatawa Binnoriya: 144001200460)
Fakt - Allah ta'ala sabse zyada janne wale hai.
Upload Date : 28-01-2024
download in PDF
related question
Aurat Aur Mard Ke Liye Haath - Pair Ke Baal Saaf Karna
Sawal : Aurat Aur Mard Ke Liye Haath - Pair Ke Balo Ko Nikalna Kesa Hai ?
view more..
Bachcho Ko Gudiya Dilana
Sawal : Bachcho Ke Khelne Ke Liye Gudiya Dilana Ya Ghar Me Rakhna Kaisa Hai ?
view more..
Cigarette/tambaku Ka Karobar
Sawal : Mufti Sahab! Cigarette Aur Tambaku Ka Karobar Kar Sakte Hain ?
view more..
Birthday Manana
Sawal : Baccha Peda Hone Ke Baad Jab Aek Saal Ka Hota Hai, Us Vakt Jo Salgirah ( Birthday ) Manate Hai, Vo Jaiz Hai ? Ya Na-jaiz ?
view more..
Shadi Ke Card Par 786 Likhna
Sawal : 786 Likh Kar Bismillah Murad Lena Kesa Hai, Aksar Shadi Ke Card Par Likhte Hai, Ye Sahih Hai ? Ya Galat ?
view more..
View all sawal
Total visited
7
0
6
3
2
times